Tum par fida Hun main is tarah
Maanta Hun tumhe main apni jaan
Jaan ho Meri tum usi tarah
Jaise raat ki jaan hota hai Chand
Chand bhale Roshan ho aaj asmaan mein
Magar hamara Chand to hamse bahut dur hai
Dur Hain ham dono Kya kare
Dono bahut mazboor Hain
Mazbooriya sahi ja sakti hain
Magar aati rahti hain yaaden
Yaaden usi tarah dard deti Hain
Jaise Dil mein chubhe kaaten
Kaate hi kaate Hain in raaho mein
Raahe Hain ye pyar ki
Pyaar har kisi ko milta nhi
Baat Sach hai ye shora hazraat ki
Maanta Hun tumhe main apni jaan
Jaan ho Meri tum usi tarah
Jaise raat ki jaan hota hai Chand
Chand bhale Roshan ho aaj asmaan mein
Magar hamara Chand to hamse bahut dur hai
Dur Hain ham dono Kya kare
Dono bahut mazboor Hain
Mazbooriya sahi ja sakti hain
Magar aati rahti hain yaaden
Yaaden usi tarah dard deti Hain
Jaise Dil mein chubhe kaaten
Kaate hi kaate Hain in raaho mein
Raahe Hain ye pyar ki
Pyaar har kisi ko milta nhi
Baat Sach hai ye shora hazraat ki
No comments:
Post a Comment